اقرأ باسم ربك الذي خلق

27 Jul 2025

Kya Surah Fatiha ke baad koi Surah Padhna Farz Hai ?

۞ Surah Fatiha Ke Baad Surah Padhna: Farz Ya Mustahab?Aksar Ulema ke mutabik, namaz ki pahli do rakato me Surah Fatiha ke baad Surah padhna mustahab hai, farz nahi.۩ Abu Hurayrah r.a. ne farmaya,'Har...
Read More »

17 Apr 2025

Phuphi Ke Bete Ki Beti Se Shadi Karna

 Sawal - Mai ek khubsurat aur deendaar ladki se shadi karna chahta hu jise mai pasand bhi karta hu, lekin ye ladki mere rishte me phuphi ke bete ki beti hai. Usne mere chacha ki beti se shadi...
Read More »

26 Jan 2025

Soodi Maal ka Kya Kare?

 Sawaal: Mai ek company me mulazmat karta hu jisne paanch baras qabal apne mulazimeen ko kuch rakam di aur ye rakam bank ke aise account me rakha jo paanch baras tak istemal nahi kiya ja sakta,...
Read More »

25 Jan 2025

Sawal - Peshab Karne ke Baad Kapde Naapaak Hone ka Shak Hota Hai

Sawal - Peshab Karne ke Baad Kapde Naapaak Hone ka Shak Hota Hai.  Jawab  Alhamdulillah.Sunnat ye hai ke insaan baith kar peshab kare, aur agar khade ho kar peshab kare to jab tak jism...
Read More »

30 Dec 2024

Tashahud ki Duae

۞ Tashahud ki Duae jo namaz me padhi jaati hai wo ye hai:1. Attahiyaat‘Attahiyyatu lillahi was salawatu wat tayyabaatu, assalamu alaika ayyuhan nabiyyu wa rahmatullahi wa barakatuhu, assalamu alaina wa...
Read More »

21 Nov 2024

Mani aur Mazi Lage Kapdo ka Hukm - Paak ya Napaak

Agar Mani kapdo ko lag jaye to yeh paak rahti hai, yani yeh napak nahi hoti. Agar aise kapdo me Namaz parh li jaaye toh koi masla nahi hai.۩ Ibn Qudama r.h. ne kaha hai:"Agar ham ise paak kahen to ise...
Read More »

15 Nov 2024

Hawa Nikalne ka Shak

 Sawal Baraye maherbani mujhe dauran-e-wuzu ya baad me hawa kharij hone ke bare me ahadees ke mutabik maloomat faraham karein, aur is soch ke mutabik bhi maloomat faraham karein ke agar insan...
Read More »